Salaam
Alka Yagnik
Laakh
Iss dil ko
Hum ne samjhaaya
Dil yahaan phir bhi humko le aayaa
Salaam
Salaam
Tumhari mehfil mein aa gaye hai
To kyon na hum yeh bhi kaam karlein
Salaam karne ki aarzoo hai
Salaam karne ki aarzoo hai
Idhar jo dekho salaam karle
Tumhari mehfil mein aa gaye hai
To kyon na hum yeh bhi kaam karlein
Salaam karne ki aarzoo hai
Idhar jo dekho salaam karle
Yeh dil hai jo aagayaa hai tum par
Wagar na sach yeh hai banda parwar
Yeh dil hai jo aagayaa hai tum par
Wagar na sach yeh hai banda parwar
Jise bhi hum dekhle palatkar
Jise bhi hum dekhle palatkar
Usee ko apna ghulam karle
Salaam karne ki aarzoo hai
Idhar jo dekho salaam karle
Bohot si baatein hai tum ko kehni
Bohot si baatein hai hum ko kehni
Bohot si baatein hai hum ko kehni
Bohot si baatein hai hum ko kehni
Kabhi jo tanha milo kaheen tum
Kabhi jo tanha milo kaheen tum
To baatein hum yeh tamaam karle
Salaam karne ki aarzoo hai
Idhar jo dekho salaam karle
Woh laila-majnu ki ho mohabbat
Ke shireen-farhaad ki ho iffat
Woh laila-majnu ki ho mohabbat
Ke shireen-farhaad ki ho iffat
Zara sit um jo dikhao jurat
Zara sit um jo dikhao jurat
To hum bhi un jaisa naam karle
Tumhari mehfil mein aa gaye hai
To kyon na hum yeh bhi kaam karlein
Salaam karne ki aarzoo hai
Idhar jo dekho salaam karle