Agar Tum Saath Ho (feat. Arijit Singh)
Alka Yagnik
Pal bhar thahar jaao
Dil ye sambhal jaaye
Kaise tumhe roka karun
Meri taraf aata har
Gham phisal jaaye
Aankhon mein tum ko bharun
Bin bole baatein tumse karun
‘Gar tum saath ho
Agar tum saath ho
Behti rehti
Nahar nadiya si
Teri duniya mein
Meri duniya hai
Teri chaahaton mein
Main dhal jaati hoon
Teri aadaton mein
‘Gar tum saath ho
Teri nazron mein
Hai tere sapne
Tere sapno mein
Hai naraazi
Mujhe lagta hai
Ke baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokebaazi
Tum saath ho ya na
Ho kya fark hai
Bedard thi zindagi bedard hai
Agar tum saath ho
Agar tum saath ho
Palkein jhapakte
Hi din ye nikal jaaye
Baithi baithi bhaagi phirun
Meri taraf aata har
Gham phisal jaaye
Aankhon mein tum ko bharun
Bin bole baatein tumse karun
‘Gar tum saath ho
Agar tum saath ho
Teri nazron mein
Hai tere sapne
Tere sapno mein
Hai naraazi
Mujhe lagta hai
Ke baatein dil ki
Hoti lafzon ki dhokebaazi
Tum saath ho ya na
Ho kya fark hai
Bedard thi zindagi bedard hai
Agar tum saath ho
Dil ye sambhal jaaye
Agar tum saath ho
Har gham phisal jaaye
Agar tum saath ho
Din ye nikal jaaye
Agar tum saath ho
Har gham phisal jaaye