Tere Hawale (feat. Shilpa Rao)

Arijit Singh Arijit Singh

mainu chadheya ishq mein rang tera
ik ho gaya ang mera ang tera
rabb mileya jad mileya
maahi mainu sang tera

na hoke bhi kareeb tu
hamesha paas tha
ke sau janam bhi dekhta
main tera raasta

na hoke bhi kareeb tu
hamesha paas tha
ke sau janam bhi dekhti
main tera raasta

jo bhi hai sab mera
tere hawale kar diya
jism ka har ruaan
tere hawale kar diya

jo bhi hai sab mera
tere hawaale kar diya
jism ka har ruaan
tere hawaale kar diya

dekha zamaana saara bharam hai
ishq ibadat ishq karam hai
mera thikana teri hi dehleez hai

ho main hoon deewarein
chhat hai piya tu
rabb ki mujhe nemat hai piya tu
mere liye tu barkat ka taweez hai

zara kabhi meri nazar se
khud ko dekh bhi
hai chaand mein bhi daag
par na tujhme ek bhi

khud pe hak mera
tere hawaale kar diya
jism ka har ruaan
tere hawaale kar diya

jo bhi hai sab mera
tere hawale kar diya
jism ka har ruaan
tere hawale kar diya

mainu chadheya ishq mein rang tera
ik ho gaya ang mera ang tera
rabb mileya jad mileya
maahi mainu sang tera

  1. O Maahi
  2. Tere Hawale (feat. Shilpa Rao)
  3. Oonchi Oonchi Deewarein
  4. Ae Dil Hai Mushkil
  5. First Class (feat. Neeti Mohan)
  6. Kesariya
  7. Lutt Putt Gaya
  8. Manwa Laage (feat. Shreya Ghoshal)
  9. Zaalima (feat. Harshdeep Kaur)
  10. Apna Bana Le
View all Arijit Singh songs

Most popular topics in Arijit Singh songs

Related artists

  1. Katy Perry
    Katy Perry
  2. Javed Ali
    Javed Ali
  3. Olivia Rodrigo
    Olivia Rodrigo
  4. Neeti Mohan
    Neeti Mohan
  5. Lady Gaga
    Lady Gaga
  6. Daler Mehndi
    Daler Mehndi
  7. Kumar Sanu
    Kumar Sanu
  8. Mohit Chauhan
    Mohit Chauhan