Kambakth Ishq
Asha Bhosle
Kambakth ishq hai jo, saara jahaan hai voh
Kab aata hai, kab jaata hai
Par rehta hai jab tak yeh kambakth jannat dikhaata hai

Hey, yeh ishq ishq himmat hai, yeh ishq ishq kismat hai
Yeh ishq ishq taaqat hai, yeh ishq dil ki daulat hai
Yeh ishq ishq himmat hai, yeh ishq ishq kismat hai
Hey, yeh ishq ishq taaqat hai, yeh ishq dil ki daulat hai
Yeh ishq naa mit paayega, tu ishq mein mit jaayega
Hai ishq mein mitna aisa, koi naya janam ho jaisa
Kambakth ishq hai jo, saara jahaan hai voh
Tadpaata hai, oh tarsaata hai
Par rehta hai jab tak yeh kambakth jannat dikhaata hai
Dil dil mein basaa hai aise, patthar pe lakire jaise
Isse bachna hai mushkil, bachna chaahe to kaise

Saalon se yahan rehta hai, har koi isse karta hai
Isse chhupna hai mushkil, is mein naa koi parda hai
Kambakth ishq hai jo, saara jahaan hai voh
Kab aata hai, kab jaata hai
Par rehta hai jab tak yeh kambakth jannat dikhaata hai re
Kambakth ishq hai jo
Hai jo
Saara jahaan hai voh
Hai voh
Kab aata hai
Tadpaata hai
Kab jaata hai
Tarsaata hai

Jaata hai re