Jo Tu Na Mila
Asim Azhar
kal the yahin
kyun aab nahin
tum aur main saath dono
kya mil gayi
tumko khushi
hoke juda ye to bolo
pyar tha waqt nahin
jo beet gaya do pal mein
tu banke yaad rahe
fariyaad rahega dil mein
kyun aab ek lafz nahi
dil kehne ki haalat me
socha kahunga ek din
jo tu na mila mujhe
jo tu na mila mujhe
dil ko kya bataunga
dil ko kya bataunga
jo tu na mila mujhe
jo tu na mila mujhe
dil ko kya bataunga
dil ko kya bataunga
kal the yahin
kyun aab nahin
tum aur main saath dono
kya mil gayi
tumko khushi
hoke juda ye to bolo
pyar tha waqt nahin
jo beet gaya do pal mein
tu banke yaad rahe
fariyaad rahega dil mein
kyun aab ek lafz nahi
dil kehne ki haalat me
socha kahunga ek din
jo tu na mila mujhe
jo tu na mila mujhe
dil ko kya bataunga
dil ko kya bataunga
jo tu na mila mujhe
jo tu na mila mujhe
dil ko kya bataunga
dil ko kya bataunga
(jo tu na mila mujhe)
keh de tu aayega nahi
mujhse mil paayega nahi
dekhun kyun raahein main teri
dil se tu jaayega nahi
tu dard samjhega ye nahi
mushkil hai aage zindigi
man tha bada
tu hota mera
tu na mila
gum hai tera
kyun diya dard hume
hum aajtalak na samjhein
bure hai kya itne
tum aa na sake jo milne
tu humko bhool gaya
bas yaar hum hi paagal the
socha tumhe jo raat din
jo tu na mila mujhe
jo tu na mila mujhe
dil ko kya bataunga
dil ko kya bataunga
jo tu na mila mujhe
jo tu na mila mujhe
dil ko kya bataunga
dil ko kya bataunga
jo tu, jo tu na mila mujhe
dil ko kya bataunga
hmm
dil ko kya bataunga