Saajanji Ghar Aaye
Kumar Sanu
kab se aaye hain tere dulhe raja
ab der na kar, jaldi aaja
kab se aaye hain tere dulhe raja
ab der na kar, jaldi aaja
tere ghar aaya
main aaya tujhko lene
dil ke badle mein
dil ka nazrana dene
tere ghar aaya
main aaya tujhko lene
dil ke badle mein
dil ka nazrana dene
meri har dhadkan kya bole hai
sun sun sun sun
saajanji ghar aaye
saajanji ghar aaye
dulhan kyun sharmaye
saajanji ghar aaye
aye dil
chalega ab na koi bahana
gori ko hoga
ab saajan ke ghar jaana
maathe ki bindiya kya bole hai
sun sun sun sun
saajanji ghar aaye
saajanji ghar aaye
dulhan kyun sharmaye
saajanji ghar aaye
deewane ki chaal mein
phas gaye main is jaal mein
aye sakhiyon kaise, bolo, bolo
haan mujhpe toh aye dilruba
teri sakhiyan bhi fida
yeh bolengi kya poocho, poocho
ja re ja jhoothe
tareefein kyun loote
ja re ja jhoothe
tareefein kyun loote
tera mastana kya bole hai
sun sun sun sun
saajanji ghar aaye
saajanji ghar aaye
dulhan kyun sharmaye
saajanji ghar aaye
na samjhe nadaan hai
yeh mera ehsaan hai
chaha joh isko keh do, keh do
chede mujhko jaan ke
badle mein ehsaan ke
de diya dil isko keh do, keh do
tu yeh na jaane
dil toote bhi deewane
tu yeh na jaane
dil toote bhi deewane
tera deewana kya bole hai
sun sun sun sun
saajanji ghar aaye
saajanji ghar aaye
dulhan kyun sharmaye
saajanji ghar aaye
mehendi laake, gehane paake
mehendi laake, gehane paake
haai roke tu sabko rula ke
savere chali jayegi
tu bada yaad aayegi
tu jayegi
tu bada yaad aayegi
tu bada yaad aayegi, yaad aayegi
mehendi laake, gehane paake
mehendi laake, gehane paake
haai roke tu sabko rula ke
savere chali jayegi
tu bada yaad aayegi
tu jayegi
tu bada yaad aayegi
tu bada yaad aayegi, yaad aayegi
tere ghar aaya
main aaya tujhko lene
dil ke badle mein
dil ka nazrana dene
meri har dhadkan kya bole hai
sun sun sun sun
saajanji ghar aaye
saajanji ghar aaye
dulhan kyun sharmaye
saajanji ghar aaye
saajanji ghar aaye
saajanji ghar aaye
dulhan kyun sharmaye
saajanji ghar aaye