Hamari Atariya Pe
Rekha Bhardwaj
saj ke sajaaye baithi
saazinde bulaaye baithi
kahaan gum hua anjaanaa
aale aale diye bhi jalaye re jalaye na
atariya pe aaya parwana
kaun sautan haaye barmaaye re
hamari atariya pe
aaja re sanwariya
dekha-dekhi tanik hoi jaaye
hamri atariya pe
aaja re sanwariya
dekha-dekhi tanik hoi jaaye
hamri atariya pe
kiwadiya se lag ke piya kare jhaanka jhaanki
bahut kaudi phenke piya udaave jahaan ki (x2)
kasam deve jaan ki
aaja gilauri, khilai doon kimaami
laali pe laali tanik hui jaaye
aaja gilauri, khilai doon kimaami
laali pe laali tanik hui jaaye
hamari atariya pe
padosan ke gharva jaiho
jaiho na sawariya
sautan sapoli mori kaate jeheriya
jeheri najariya
aaja atariya pe pilai doon angoori
jora-jori tanik hui jaaye
hamari atariya pe
aaja re sanwariya
dekha-dekhi tanik hoi jaaye
hamri atariya pe
aaja atariya pe pilai doon angoori
jora-jori tanik hui jaaye
hamari atariya pe
saajne lagaaye baithi
chuttiya ghumaaye baithi
kahan gum hua an. jaa. na
kaun sautan haaye barmaaye re