Saathiyaa (feat. Ajay)
Shreya Ghoshal
sathiya, sathiya
pagale se dil ne ye kya kiya?
chun liya, chun liya
tujhko deewane ne chun liya
dil to uda-uda re
aasmaan mein badalon ke sang
ye to machal machalke gaa raha hai
sun nayi si dhun
badmash dil to thag hai bada
badmash dil yun tujh se juda
badmash dil meri sune na, zid pe ada
badmash dil to thag hai bada
badmash dil yun tujh se juda
badmash dil meri sune na, zid pe ada
acchi lagi dil ko mere har teri baat re
saya tera ban ke chalun, itna hai khwab re
kaandhe pe sar rakh ke tere kat jaye raat re
beete ye din thaame tera haathon mein haath re
ye kya hua mujhe?
mera ye dil fisal-fisal gaya
ye kya hua mujhe?
mera jahan badal-badal gaya
badmash dil to thag hai bada
badmash dil yun tujh se juda
badmash dil meri sune na, zid pe ada
badmash dil to thag hai bada
badmash dil yun tujh se juda
badmash dil meri sune na, zid pe ada
neendein nahi, chain nahi, badlu main karvatein
taare ginun ya main ginun chaadar ki silvatein?
yaadon mein tu, khwabon mein tu, teri hi chaahatein
jaaun jidhar, dhunda karun teri hi aahatein
ye jo hai dil mera
ye dil suno na, keh raha yahi
vo bhi kya zindagi
haan, zindagi ki jisme tu nahi?
badmash dil to thag hai bada
badmash dil yun tujh se juda
badmash dil meri sune na, zid pe ada
sathiya, sathiya
pagale se dil ne ye kya kiya?
chun liya, chun liya
tujhko deewane ne chun liya
dil to uda-uda re
aasmaan mein badalon ke sang
ye to machal-machal ke ga raha hai
sun nayi si dhun
badmash dil to thag hai bada
badmash dil yun tujh se juda
badmash dil meri sune na, zid pe ada
badmash dil to thag hai bada
badmash dil yun tujh se juda
badmash dil meri sune na, zid pe ada