Saami Saami
Sunidhi Chauhan
tu jaanu vaanu jo kehta hai
bivi teri hoon lagta hai
saami mor saami
main saami saami jo kehti hoon
marad mera tu lagta hai
saami mor saami
tere peechhe peechhe chalun jaise
tere peechhe peechhe chalun jaise
mandir ki seedhi pe chadhun saami
tere bagal baithun aise jaise
shiv ke bagal gauri mor saami
woh dagar jahan teri nazar
le jaaye re prem nagar
saami aye saami are saami aaja saami
balam saami param saami sanam saami
are saami saami aaja saami saami
balam saami param saami sanam saami
ghutne pe leke piya
lungi lapete piya
gutne pe leke piya
lungi lapete piya
dil mera dhak se kare saami
munh mein daba ke beeda
kas kas chabaye jo kesar tann pe chadhe saami
jab tu cheekhe chilla ke bole
ae ae ae
jab tu cheekhe chilla ke bole
jhoome jigar saami
paon pe paon rakh ke dole
ghoome nazar saami
jo paas aaun aankhein churaye
mann ke sabar ko chhalkaye
saami aye saami
are saami aaja saami
balam saami param saami
sanam saami
are saami saami aaja saami saami
balam saami param saami, sanam saami
pehnun jo nayi choonar
na pade teri nazar
pehnu jo nayi choonar na pade teri nazar
kya rahi iski kadar saami
baalon mein phool lage
khushbuon tujhe jo na mile
toote dil phoolon ka yeh saami
yeh pallu neeche jo sarka doon
yeh pallu neeche jo sarka doon
tu na dekhe saami
yeh zulmi hawa chhede mujhe
tu na roke saami
agar teri jo main ho na saki
phir yeh janam bemaani hai
saami ae saami
are saami aaja saami
balam saami param saami
sanam saami
arey saami saami aaja saami saami
balam saami param saami, sanam saami